GameAdda ke baare mein
Chhote, fast, free games — bina download aur bina login.
GameAdda isliye bana kyunki zyadatar game sites par game se pehle 3 ads, phir app download, phir signup aata hai. Yahan seedha game khulta hai. Saare games browser mein chalte hain, isliye koi install nahi hota aur data bhi kam lagta hai.
Games kaise bante hain
Sab games simple web technology se bane hain — koi bhaari engine nahi, koi tracking nahi. Aapka score sirf aapke phone mein save hota hai.
Sampark
Naya game chahiye ya koi bug mila: rahmanidevloper@gmail.com